Band kamre ghutra tha ghar mein
Tension sab chhod aaya shehar mein
Band kamre ghutra tha ghar mein main, yeah
Tension sab chhod aaya shehar mein
Kya hi le jayega duniya se jayega
Jee le ye wakt, phir se lautke nai aayega
Paisa aur shohrat log aayenge cheen’ne
Jeeyele pal koi cheen nahi payega
Paa lene ki khushi hain
Aur kho dene ka darr
Bas itne mein hain zindagi ka safar…
Band kamre ghutra tha ghar mein
Tension sab chhod aaya shehar mein
Band kamre ghutra tha ghar mein main, yeah
Tension sab chhod aaya shehar mein
Ho… jab se naraz tha tu khud se
Tab se tu manzil khoj hi nahi paaya hai
Khud se naraaz rehke kya mile
Aisi zindagi ko koyi kyun jeena chahe?
Manzilon ki kya khabar? Jinhe raaston se pyaar hain
Manzilon ki kya khabar? Jinhe raaston se pyaar hain
Asli khushi ka ehsaas to tab hota hain
Jab tere paas waqt, sehat or saath tere safar pe chalne
Ek sacha yaar hai…
Band kamre ghutra tha ghar mein
Tension sab chhod aaya shehar mein
Band kamre ghutra tha ghar mein main, yeah
Tension sab chhod aaya shehar mein
Kya hi le jayega duniya se jayega
Jee le ye wakt, phir se lautke nai aayega
Paisa aur shohrat log aayenge cheen’ne
Jeeyele pal koi cheen nahi payega
Paa lene ki khushi hain
Aur kho dene ka darr
Bas itne mein hain zindagi ka safar…
More songs by Emiway Bantai